Mohabbat har dar ki sawali ho nahin sakti
Keh har taale ki ik chabi ho nahin sakt
Nahin munafiqat is ehsas k rishte main
Ho lagan sachi chaal kharabi ho nahin saktmqin usey aziz.aisi himaqat ho nahin sakti
Keh har taale ki ik chaabi ho nahin sakti
Who to aksar kvuwabon main hi mila karta hai
Khuwab to khuwab hi hotey hain haqeeqat ho nahin sakti
Phir se who betaabi ho nahin sakti
Keh har taale ki ik chaabi ho nahin sakti
Yeh banjar hue hain nain arsa guzar gaya
Ankhen meri phir se yeh aabi ho nahin saktien
Ehsaas to alag bat ab ho nahin sakti
Keh ab mulaqat bhi ho nahin sakti
ﻣﺤﺒﺖ ﮨﺮ ﺩﺭ ﮐﯽ ﺳﻮﺍﻟﯽ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
ﮐﮧ ﮨﺮ ﺗﺎﻟﮯ ﮐﯽ ﺍﮎ ﭼﺎﺑﯽ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
ﻧﮩﯿﮟ ﻣﻨﺎﻓﻘﺖ ﺍﺱ ﺍﺣﺴﺎﺱ ﮐﮯ ﺭﺷﺘﮯ ﻣﮩﯿﮟ
ﮨﻮ ﻟﮕﻦ ﺳﭽﯽ ﭼﺎﻝ ﺧﺮﺍﺑﯽ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
ﻣﯿﮟ ﺍﺳﮯ ﻋﺰﯾﺰ ﺍﯾﺴﯽ ﺣﻤﺎﻗﺖ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
ﮐﮧ ﮨﺮ ﺗﺎﻟﮯ ﮐﯽ ﺍﯾﮏ ﭼﺎﺑﯽ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
ﻭﮦ ﺗﻮ ﺍﮐﺜﺮ ﺧﻮﺍﺑﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮨﯽ ﻣﻼ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﮯ
ﺧﻮﺍﺏ ﺧﻮﺍﺏ ﮨﯽ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﮯ ﺣﻘﯿﻘﺖ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
ﭘﮭﺮ ﺳﮯ ﻭﮦ ﺑﮯ ﺗﺎﺑﯽ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
ﮐﮧ ﮨﺮ ﺗﺎﻟﮯ ﮐﯽ ﭼﺎﺑﯽ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
ﯾﮧ ﺑﻨﺠﺮ ﮨﻮﺋﮯ ﮨﯿﮟ ﻧﯿﻦ، ﻋﺮﺻﮧ ﮔﺰﺭ ﮔﯿﺎ
ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﻣﯿﺮﯼ ﯾﮧ ﭘﮭﺮ ﺳﮯ ﺁﺑﯽ ﮨﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﺳﮑﺘﯽ
احساس تو الگ، بات تواب ہو نہیں سکتی کہ اب ملاقات بھی ہونہیں سکتی۔
No comments:
Post a Comment