Welcome to my blog!

Meet the Author

Blessed with the best _ Alhumdulillah!a million times for every blessing in my life.

Looking for something?

Subscribe to this blog!

Receive the latest posts by email. Just enter your email below if you want to subscribe!

Pages

Friday, February 25, 2022

اگر کوئی آپ کا نہیں ہے تو آنے والوں کے لئے دروازہ بند نہ کریں،


اگر کوئی آپ کا نہیں ہے 
تو آنے والوں کے لئے دروازہ بند نہ کریں،
جو نہیں آ رہا اس کا راستہ کوئی اور ہے،
جو آرہا ہے، اس کی راہ آپ ہیں،

This was a coincidence when I met my friend after 4 year 
Last time we met in our intermediate farewell and few days ago he completed his graduation❤
Chalo aao mil bethty hain yaar purany🖤

He told me a peice of his story " mujhe koi pasand aagaya tha aur kisi ko mein pasand aagaya tha per yaar mujhe kisi doosrey mein interest nahi lena tha aur shaiyed isi wajah se mein mentally distributed raha kayyi saalo tak sleeping pills leta raha SSRis Antidepressants leta raha lekin wo jo andar ki tarap thi wo khatam nahi horahi thi mein uskey liye tarap raha tha aur wo kisi aur ke liye apni duniya saja raha tha"

Meiny dost ko bataya ke bhai usney tumhe reject kiya tha cheat nahi! Jo tumney aany walo ke liye raasty band kardiye! Even you hadn't any idea ke jo aaraha hai wo shahyed tumhare naseeb mein likha gaya ho! He was quite! and said" yar ab sach bataon to pachtawa hota hai na mein kisi ko apna buna paya na hi mein kisi ka bun paya and reason was she"
Do you all know the real meaning of being rejected? It means declined not stopped! Aur ham apny aap pe zulm karne lag jatay hain! Khud ko be sakoon kardetey hain! Apna life style kharab kardetey hain! Akele beth ke depression se sarr rahay hoty hain aur kisi aise insan ki yaad mein jal rahy hoty hain aur ye koi dosra hamary sath nahi karta ham khud apny sath kartay hain"

اللہ کہتا ہے میرے بندے میں تیرے ایک ایک آنسو کے قطرے کی لاج رکھنے والا ہوں تم خود سے محبت کرو خود کو تکلیف مت دو!

Aur ham insan ke peechy khud ko taqleef mein daal detey hain! Jab jal jal ke kisi doosry ko life mein shamil karte hain to uski zara si attention hamein Hairan kardeti hai hamein sakoon milny lagta hai! Darasal ham zaleel ho chuky hoty hain warna Allah kisi ko uski bardash se zyada taqleef nahi deta! Baat sirf muhabt ki nahi hai baat sabar aur darguzr karne ki hai agar koi aapka nahi hai to usko darguzr karo aur aagy barh jao zindagi khatm nahi hui na hi manzil khatm hui hai koi acha musafir aapke intzar mein hoga usko sath me shamil karein aur wahi se continue karein jahan se aap ne kisi ko shamil kiya tha us chapter ko apni life se close karke new chapter ko uspe replace karein aur apny rabb ki di hui zindagi ko sakoon se jeeyen❤
Indeed Allah is best planner🌻

میرا ہونا ہے تو مکمل میرے ہونا،

No comments:

Post a Comment

')