Welcome to my blog!

Meet the Author

Blessed with the best _ Alhumdulillah!a million times for every blessing in my life.

Looking for something?

Subscribe to this blog!

Receive the latest posts by email. Just enter your email below if you want to subscribe!

Pages

Saturday, August 30, 2014

ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺍﭘﻨﮯ ﺧﺪﺍ ﺳﮯ ﮐﺒﮭﯽ ﻣﺎﻧﮕﻨﺎ ﮨﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺁ ﺳﮑﺎ


ﻣﯿﮟ ﺧﺴﺎﺭﮮ ﻣﯿﮟ ﮨﻮﮞ
ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺍﭘﻨﮯ ﺧﺪﺍ ﺳﮯ ﮐﺒﮭﯽ
ﻣﺎﻧﮕﻨﺎ ﮨﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺁ ﺳﮑﺎ
ﺧﻮﺍﮨﺸﻮﮞ ﮐﻮ ﺩﻋﺎﺅﮞ ﮐﯽ ﺗﺴﺒﯿﺢ ﻣﯿﮟ
ﮈﮬﺎﻟﻨﺎ ﮨﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺁ ﺳﮑﺎ۔

Friday, August 29, 2014

جو بساطِ جاں ہی اُلٹ گیا، وہ جو راستے سے پلٹ گیا


جو بساطِ جاں ہی اُلٹ گیا، وہ جو راستے سے پلٹ گیا

اُسے روکنے سے حصول کیا،


اُسے مت بُلا، اُسے بُھول جا


Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai


Tum mujhe bhool bhi jao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Tum agar aankh churao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Mere dil ki mere jazbaat ki qeemat kia hai
Uljhe uljhe se khayalat ki qeemat kia hai

Mai ne kyun pyar kiya,tum ne kyun na pyar kiya
Inn pareshan sawalaat ki qeemat kia hai

Tum jo ye bhi na batao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

Tumko dunia k gham-o-dard se fursat na sahi
Sab se ulfat hai ,mujh se hi mohabbat na sahi

Main tumhara hon wohi mere liye kya kam hai
Tum mere ho k raho ye meri qismat na sahi

Aur mere dil ko jalao to ye haq hai tumko
Meri baat aur hai mai ne to mohabbat ki hai

ﺍﺩﺍﺱ ﮬﮯ ﺩﻝ __ ﻗﮩﻘﮩﻮﮞ ﮐﮯ ﭘﮩﻠﻮ


ﺍﺩﺍﺱ ﮬﮯ ﺩﻝ __ ﻗﮩﻘﮩﻮﮞ ﮐﮯ ﭘﮩﻠﻮ
ﻣﯿﮟ
ﻣﯿﺮﯼ ﺧﻮﺷﯽ ﺳﮯ ﮐﮩﻮ ﺩﻭﻏﻼ ﭘﻦ
ﭼﮭﻮﮌﮮ

Monday, August 25, 2014

Youn Na Dekha Karo KhuDa K LiYe.....;*


Youn Na Dekha Karo
KhuDa K LiYe.....;*

Barrh Gai Naa
Mohabbat To Museebat Hojaye gi..''

آج کے زمانے کا سبق.


.... اگر کوئ ہمیں اچها لگتا ہے تو اچها وہ نہیں....ہم ہیں...اور اگر کوئ ہمیں برا لگتا ہے.... تو برا وہ ہی ہے.....کیونکہ ہم تو اچهے ہیں ناں... زندگی سے کوئ چیز مانگو تو ایسے مانگو جیسے تمہارے باپ کی تهی.....اور اگر نہ ملی تو کونسا تمہارے باپ کی تهی... اگر کوئ آپ کو دیکه کر  دروازہ بند کر دیتا ہے.... تو یاد رکهو....کنڈی دونوں طرف  سے ہوتی ہے.....آپ باهرسے بند کر کے بهاگ جاؤ

Saturday, August 23, 2014

پهر یوں ہوا کہ گناہ کی طاقت نہیں رہی....



پهر یوں ہوا کہ گناہ کی طاقت نہیں رہی....

.......
ہم جیسے کئ لوگ درویش ہو گئے.........


خطا جیسی بهی ہو..ازالہ بهی تو ممکن ہے......



خطا جیسی بهی ہو..ازالہ بهی تو ممکن ہے......

جسے مجه سے شکایت ہے..اسے کہنا ملے مجه سے...



Wednesday, August 20, 2014

Abi urooj pr hai tmhara mosam.


Abi urooj pr hai tmhara mosam.
Khizan mein tm ko khareed lein gy.

Bano ge hmse reham k talib.
na tum ko mohlt mazed dein ge.

Ada k qisay huwy purane.
Wafa ke mosam khatm hi smjho.

Karein ge tm sy hisab jana.
Na tmko moqa mazed dein ge.

Faraib-0-masti k badle tm ko.
Saza b sun lo shadeed dein ge.

Abi urooj pr h tmhara mosam..
Khizan mein tm ko khareed lein ge.. 

Kabhi Socha Hai?


Kabhi Socha Hai?
Hamare Rishtey Ka Naam Kya Hai! ? !!
Mohabbat, Zaroorat, Khwahish, Junoon, Ishq!
Yaa…?
Wo Rishta Jo!
Aasman Ka Zameen Se Hai!
Barsih Ka Sehra Se Hai!
Haqeeqat Ka Khwabon Se Hai!
Din Ka Raat Se Hai.

Yeh Bhi Kabhi ik Doosre Se Mil Nahi Sakte!
Lekin ik Doosry Ke Baghair Adhoore Bhi Hain!
Shayad Aisa Hi Kuch Rishta!
Mera Aur Tumhara Bhi Hai. 

Kabhi Itni Shidat Se Bhi Us Ki Yaad Aati Hai..


Kabhi Itni Shidat Se Bhi Us Ki Yaad Aati Hai..

Main Bas Palken Milati Hoon To Aankhen Bheeg Jati Hain.... 

Be! tahasha koshish K!!


Be! tahasha koshish K!!
likhun uske Qirdaar ko...

Par khyaalon k siwa mujhe koi lafz na mila....!!! 

Abhi barish ki boondon main Tumhara piyar baqi hai ...!!



Use kehna,,,!!!
Abhi tak dil dharakhta hai 
Abhi tak saans chaltii hai..

Abhi tak meri ye ankhain Suhanae khawab bunti hain..!!
Mere hontoon ki junbish main Tumhara naam rehta hai.

Abhi barish ki boondon main Tumhara piyar baqi hai ...!!
Use ye bhi bata dena...!! 
Abhi izhaar baqi hai ..!!

Abhi yaadon k kanton se Mera daman ulajhta hai.
Tumhara pyar seene main Kahin ab bhi
dharakhta hai..

Usay kehna...!!
Mohab'bat ki kahani main 
Judai ka abhi mousam nahi aaya.

Magar sab kuch badalne main ,
Bhala kya dair lagti hai ??

Naya sooraj nikalne main , 
Bhala kya dair lagtii hai ??

Usay kehna!!
Woh jaldii faisla kar le,,
Meri Zindagi uske hawaale hai..!! 

Ho Ta'aluq, To Rooh Se Ho . .


Ho Ta'aluq, To Rooh Se Ho . .


Dil, To Aksar Bhar Jate Hain . . !!

Kehne ko us se mera koi waasta nahin


Kehne ko us se mera koi waasta nahin
khuda magar woh shakhs mujhay bhoolta
nahin...!

darti hoon aankh kholoon to manzar badal naa
jaye
main jaag to rahi hoon magar jaagti nahin...!!

berukhi se uski usay bewafa naa jaan
aadat ki baat or hai dil ka bura nahin...!!!

tanha udaas chaand ko samjho naa bekhabar
har baat sun raha hai magar bolta nahin...!!!!

khamosh ratjagoun ka dhuwaan tha chahaar soo
nikla kab aaftaab mujhay to pata nahin...!!!!!

e-khuda !! woh aankhain bahut gehri to hain
magar
par shayad un main koi bhi aks meray naam ka
nahin!!! 

Jiski Qismat Hi Dar-Badar Thehray ..!!



Jiski Qismat Hi Dar-Badar Thehray ..!!
Woh Bhuja Chand Kis Kay Ghar Thehray..!!

Umar Guzri San'waartey Dil Ko..!!
Kaash Woh Dil Mein Lamha Bhar Thehray.

Uss Say Kya Pochna Safar Ki Thakan..!!
Jiski Manzil Hi Rehguzar Thehray..!! 

tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do..!!


Bhikharti zaat ki parchaiyan mujhe de do
tum apni shaam ki tanhaiyan mujhe de do..!!

main tum ko yaad karon or tum chale aao
tum apne pyar ki sachaiyian mujhe de do......!!

main doob jaon tumhari udaas ankhon main
tum mujhe apne dard ki gehraiyian de do ...!! 

•ایک پل کسی خواہش کی زیارت کو اُٹھے تھے


ایک پل کسی خواہش کی زیارت کو اُٹھے تھے

اندر کے قلندر نے____ بڑی دیر نچایا

یہ سوچ لینا مجھے چھوڑنے سے پہلے تم


یہ سوچ لینا مجھے چھوڑنے سے پہلے تم

تمہارا عشق میرا آخری سہارا ہے
ابھی تو کھال اُدھڑنی ہے اِس تماشے میںابھی دھمال میں جوگی نے سانس ہارا ہے



•عشق ہے صحرا، عشق سمندر


عشق ہے صحرا، عشق سمندر
عشق بھکاری ، عشق سکندر
عشق شہنشاہ، عشق قلندر
عشق ہے مسجد، عشق ہے مندر
ہر اِک جا ہرسُوں.. عشق دے لائق توں ایں مولا، عشق دے لائق توں

Tuesday, August 19, 2014

ﺍُﺳﮯ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﯽ ﺟﻠﺪﯼ ﺗﮭﯽ



ﺍُﺳﮯ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﯽ ﺟﻠﺪﯼ ﺗﮭﯽ
ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺑﺎﺗﻮﮞ ﮨﯽ ﺑﺎﺗﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﻣﺠﮭﮯ ﺍُﺱ ﻧﮯ ﺑﺘﺎﯾﺎ ﺗﮭﺎ
ﻣﺤﺒﺖ ﮐﺮﻧﮯ ﻭﺍﻟﮯ
ﭘﯿﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﺩﮬﻮﮐﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
ﮐﻮﺋﯽ ﺟﺐ ﺑﺎﺕ ﮐﺮﺗﺎ ﮨﻮ
ﺍُﺳﮯ ﭨﻮﮐﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
ﺟﺴﮯ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﯽ ﺟﻠﺪﯼ ﮨﻮ
ﺍُﺳﮯ ﺭﻭﮐﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ
ﯾﻮﻧﮩﯽ ﺑﺎﺗﻮﮞ ﮨﯽ ﺑﺎﺗﻮﮞ ﻣﯿﮟ
ﻣﺠﮭﮯ ﺍﺏ ﯾﺎﺩ ﺁﯾﺎ ﮨﮯ
ﺍُﺳﮯ ﺟﺎﻧﮯ ﮐﯽ ﺟﻠﺪﯼ ﺗﮭﯽ

وہ آٹو گراف بُک کی بجائے ڈائری لے آئی




وہ آٹو گراف بُک کی بجائے ڈائری لے آئی اور کہا
‘ کچھ لکھیئے جو یاد گار ہو!
میں نے کورے کاغذ کو کورا چھوڑ کر
سب سے نچلی سطر پر اپنے دستخط کر دیئے
اور ساتھ لکھا
‘جو بھی اوپر لکھ دو میں اس سے متفق ہوں 
کہ میں خود 
تیرے فیصلے کا منتظر ہوں 


Uthao Camera ! ______ Aur Khench lo Tasveer Meri



Uthao Camera ! ______ Aur Khench lo Tasveer Meri

Udass Log! Kahan Roz Muskuratey Hain __!

Monday, August 18, 2014

Aks_e_Jameel _e_ Yaar Tere Ehtraam Main


Aks_e_Jameel _e_ Yaar Tere Ehtraam Main

Ashkon Se Meri Ankh Sadaa Ba_Wuzuu Rahi ..!!

Waah Waah Bolne Ki Aadat Daal Lo Dosto...!!


Waah Waah Bolne Ki Aadat Daal Lo
Dosto...!!

Mai Ab Bewafai Ke Upar Shayari Likha
Karunga...!!

Suno tum azam waly ho...


Suno tum azam waly ho...

balaa ka zabt rkhty ho,,!!!

tumhein kuch b nhi ho ga,,,

mager ye b zara socho..

jisy Tum chory jaty ho...

usy to theek sy shayd..

bicharna b nhi aata.....!!!!!!! 

Khull Jaata Hai Uss Ki Yaadon Kaa Baazar subha subha,


Khull Jaata Hai Uss Ki Yaadon Kaa Baazar
subha
subha,

Bus Mera din issi Ronaq Mein Guzar Jaata
Hai..!


Saturday, August 16, 2014

I can Delete. . . .


I can Delete. . . . 
Your Messages,
Your Photos,
Your Number,
From my Phone.
But. . . . . . . 
How to Delete you,
From my Memories??? 

Rahenge Mere Sath Sath Har Dum..


Main Jahan Rahun,
Rahenge Mere Sath Sath Har Dum..

Teri Guftagu Ke Mausam,
Mere Zikar Ke Zamaane …! 

Friday, August 15, 2014

Bhula Ke Mujh ko Agar Tum Bhi Ho Salamat


Bhula Ke Mujh ko Agar Tum
Bhi Ho Salamat
..
To Bhula Ke Tujh ko Sambhalna
Mujhe Bhi Aata Hai
..
Nahi Hai Meri Fitrat Mein Ye
Aadat Warna
..
Teri Tarah Badalna Mujhe
Bhi Aata Hai... 

Sana-e-RAB-E- JALIL Likhon,





Mehak Me Sary Haroof Dho Kr,

Qalam Ko Ambar Mein Dubo Kr,


Sana-e-RAB-E-

JALIL Likhon,

Taveel Tar Se Taveel Likhon,


KAREEM Likhon,

RAHEEM Likhon,

USI Ko USI Ki Daleel Likhon,

Kahan Nhi Tha, Kahan Nhi Hai,?

Muje Bta WO Jahan Nhi Hai,


Azal Se Hai,

Ta-Abd Rahy ga,

Wo AAP Apni Sanad Rahy ga,

WOHI To Hai

LA-SHARIK-O-

YAKTA,


WO Sb Ka KHALIQ,

WO Sb Ka AAQA,

RAHEEM-o-

REHMAN Siffaat Uski,

Barri Mukrram hai Zaat Uski...!


(Subhan ALLAH) 


Wednesday, August 13, 2014

Shayad kisi jazire pe wo muntazir mile,


Shayad kisi jazire pe wo muntazir mile,

Maqtoob likh k Hum ne sar e aab rakh
die.. 

EiD Pe ToHFa-e-DiL Dy K Kahon Ga Us Sy. !





EiD Pe ToHFa-e-DiL Dy K Kahon Ga Us
Sy. !

Toor Do SamnY MeRe Ye MeRa Na
Raha.* 



Khud Pyaas Ka Sehra Hoon Magar Dil Ki Ye Zid Hai


Khud Pyaas Ka Sehra Hoon Magar Dil Ki Ye Zid Hai

Har Dasht Pe Sawan Ki Tarha Toot
Ke Barso'n...!!! 

Meri mohabbat bhi kiraaye ke ghar ki tarah thi...


Meri mohabbat bhi kiraaye ke ghar ki tarah thi...

kitna bhi sajaya par meri nahi hui 



Tuesday, August 12, 2014

Un kahi Ki Alag Aziyat Hai


Un kahi Ki Alag Aziyat Hai 

Aur Kahi Ka Azaab Mat Pucho ___! <3 i="">

HAPPY INDEPENDENCE DAY.


Khuda Karay Ke Meri Arz-e-Pak Per Utray
Wo Fasl-e-Gul Jisay Andesha-e-Zawaal Na Ho
Yahan Jo Phool Khily, Khila Rahay Sadi’on
Yahan Khizaan Ko Guzarnay Ki Bi Majaal Na Ho.



Today we are miles apart
but I wanna reach across the miles
and say i’m thinking of you
in a very special way

HAPPY INDEPENDENCE DAY.


Junoon se aur Ishq se milti hai Azaadi




Junoon se aur Ishq se milti hai Azaadi

Qurbani ki banhon mai milti hai Azaadi


Tanzeem Ittehad Imaan 

Quaid ka Farman


Tanzeem , Itehad, Eemaan, 

Khaak-e-Pak Meharabaan,

Jaisay Rooh, Jism o Jaan.

Janta Hia Sara Jahan.



Qurbani Ki Bahoon Mein..milta Hai Azadi. 

Junoon Sey Aur Ishq Sey Milti Hia Azadi. 

Tauheed, Ijtehad, Nezaam...


Momin Ki Pehchaan, 

Tauheed, Ijtehad, Meezan...

Jab Sab Imtehaan,

Zahir o Ghaib Ka Neeeshaan... 

Sar Zamaan-e-Pakistan...


Junoon Say, Aur Ishq Sey.

Miti Hai..azadi.

Kurbaani Ki Bahoon Mein,

Milti Hai Azadi,

Monday, August 11, 2014

Ae ALLAH..! Mujhy to sirf teri Khushi Chahiye,





Ae ALLAH..!

Mujhy to sirf teri Khushi Chahiye,

Dard Kaisa B Ho Bandagi Chahiye,

Duniya Ki Koi Khwahish Nahi,

Aakhrat Ki Bs Zindagi Chahiye,

Sirf Tere He Aage Haath Phelaon Aesi Mujhe

Bebasi Chahiye,


Tu Ho Jaye Raazi Sanwar Jaun Main,

Mere Malik Teri raza ki Aagahi Chahiye,

Main Jhukun aur Bus Jhuka He Rahun,

IBbadat Me Bus aisi Aajizi Chahiye,


Main Bhatak Jaun agr Tu Sahara Mujhy de Aesi

Mujhe Teri Rehbari Chahiye.


Apne Habeeb Huzoor SALLALLAHU ALAHI

WASALLAM ke Sadqe Se Hamare Duaie Qabool

Ata Farma AMEEN. 

Chal Parii Hain Duaaeen Arsh ki Janib.


Chal Parii Hain Duaaeen Arsh ki Janib.

Tum Bus Mere Honay ki Tyaari Karo. 

Friday, August 8, 2014

Mujhe Acha Sa Lagta Hai


Mujhe Acha Sa Lagta Hai

Tumhi Ko Dekhte Rehna

Tumhi Ko Chahate Rehna

Tumhi Ko Sochte Rehna

Tumhi Ko Sunte Rehna

Bohat Gherey Khayalon Main 

Jawabon Main Sawalon Main

Muhabbat K Hawalon Main

Tumhara Nam Aajana

Mujhe Acha Sa Lagta Hai

Tumhare Sang Sang Chalna 

Wafa Ki Aag Main Jalna

Tumhain Naraz Kar Dena

Kabhi Khud Bhi Rooth Jana

Tumhari Berukhi Pe Bhi

Tumhari Aarozo Karna

Khud Apne Dil Ki Dharkan Se

Tumhari Guftugu Karna

Mujhe Acha Sa Lagta Hai

SunO acha nahi lagta!


SunO acha nahi lagta!

Kare jb tazkara kOi
kare jb tabsara koi

Tumhari zaat kO khOjy
Tumhari bt kO sOchy

Mujhe acha nahi lagta
SunO acha nahi lagta!

Tumhari muskurahat par
HazarO lOg marty hOn

tumhari aik ahat par
HazarO DIL darakty hOn

Kesi ka tum py mar jana
Mujhe acha nahi lagta

SunO acha nahi lagta 

Kisi or sy koi vasta, na sawal tha na malal tha


Kisi or sy koi vasta, na sawal tha na malal tha

Mujhy ab bi us ka khyal hai mujhy kal bi us ka khyal tha

Wohi jis k chehray ki roshni mera rung thi mera roop thi

Wohi shakhs tha meri aarzo wohi mera husn o jamal tha

Jo zuban e khalq py aam theen tumhari meri kahanian

Mujhy aaj tk na khaber hui wo urooj tha k zawal tha

Wohi jis ki aas tlash me meri umr sari guzar gai

Wohi pyar tha meri zindgi wohi meri jan ka azab tha.

Rah-E-Yaar Hamne Qadam Qadam, Tujhe Yaadgaar Bana Diya


Na Ganvaao Naavak-E-Neemkash, Dil-E-Reza Reza Ganva Diya
;
Jo Bache Hain Sang Samet Lo, Tan-E-Daag Daag Luta Diya
;
Mere Chaaragar Ko Naved Ho, Saf-E-Dushmanaa Ko Khabar Karo
;
Wo Jo Qarz Rakhte The Jaan Par, Wo Hisaab Aaj Chuka Diya
;
Karo Kaj Jabin Pe Sar-E-Kafan, Mere Qaatilon Ko Gumaan Na Ho
;
Ki Guroor-E-Ishq Kaa Baankpan, Pas-E-Marg Hamne Bhula Diya
;
Udhar Ek Harf Ki Kushtani, Yahaan Laakh Uzr Tha Guftani
;
Jo Kaha To Sun Ke Uda Diya, Jo Likha To Pad Ke Mita Diya
;
Jo Ruke To Koh-E-Garaan The Ham, Jo Chale To Jaan Se Guzar Gaye
;
Rah-E-Yaar Hamne Qadam Qadam, Tujhe Yaadgaar Bana Diya


')