Kahkashan Khan Blog This page is dedicated to all the art, poetry, literature, music, nature, solitude and book lovers. Do what makes your soul happy. Love and Peace. - D
Thursday, February 13, 2014
Wednesday, February 12, 2014
Suno... * Hum Naraz Hain Tum sy *
Suno...
*
Hum Naraz Hain Tum sy
*
Bohat Naraz Hain Tum sy
*
K Bohat Majboor Hona Tum ????
*
Hmen To Yaad KArny Ka
*
K Waqt Barbaad Karny Ka
*
Tumhai To Waqt Hi Kab Hai ???
*
Na Tum Ko Yaad Aatay Hain
*
Tumhai Kitna Sataty Hain
*
Par Ab To Maaf Rakhna Tum
*
Humen Na Yaad Karna Tum
*
Tumhen NaYaad aayen Gay
*
Na Tum Ko Youn Satayen gay
*
Par JAb Humko Bulaao Gay
*
Hum Se Jab Milne Aaao Gay
*
To Hum Tumko Bata Dyen Gay
*
Bohat Majboor Hain Hum bhi
*
Bohat Masroof Hain Hum Bhi
*
Humen Kaaam Hain Kitney
*
Humen Na Hi Bulao Tum
*
Na Hum Ko Yaad Aao Tum
*
K Hum Naraz Hain Tum Sey
*
Bohat NAzraz Hain Tumse....
JuDa Hony K Sadmy Ko ______________Agarcha Hans K Sehna Tha
JuDa Hony K Sadmy Ko
______________Agarcha Hans K Sehna Tha
Usey Rasmi Sahi Likin
_______________Khuda Hafiz To Kehna Tha
Zuban Main Itni Taqat Thi
___________________Likin Sehra Ki Wehshat Main
Meri BAchpan Se Adat Thi
_________________Mujhay Khamosh Rehna Tha
Woh KachCha Ghar Woh Barish Main
______________________Hamari Jagti Ankhen...!
Humen Jati Hui Barkha Sey
____________________Kuch Na Kuch To Kehna Tha
Wafa Ki Rasam Woh Hum Sey
____________________Nibhata Kab Talak Mohsin
Humaray Khuwab K Ghar Thay
____________________Humen To Un Main Rehna Tha!
Tuesday, February 11, 2014
Subscribe to:
Posts (Atom)