Welcome to my blog!

Meet the Author

Blessed with the best _ Alhumdulillah!a million times for every blessing in my life.

Looking for something?

Subscribe to this blog!

Receive the latest posts by email. Just enter your email below if you want to subscribe!

Monday, July 22, 2013

Sunday, July 21, 2013

Saturday, July 20, 2013

Seekh lia Hum ne bhi Tark-e-taluq krna,




Seekh lia Hum ne bhi
Tark-e-taluq krna,

"MOHSIN"

Muhabbat dete dete Hum ne apni Qadar kho di.



!Suno! "Zindagi apni hans k basar krna.....!




!Suno!

"Zindagi apni hans k basar krna.....!

"Nafraton k rasty par na safar krna....!


!Suno!

"Wafa na ho to muhbbat adhori hay....!

"Mohbbat k safar me wafa ki fikar krna....!


!Suno!

"Zamana jitna bhi ho humdard tumhara....!

"Zamany ko na shareek'e'safar krna....!


!Suno!

"Mohbbat har kisi ka muqadar nahi hoti....!

"Mile jo mohbat to is ki qadar krna...

Koi to hai jo faisla kerta hai pathar ki qismat ka,


 


 Koi to hai jo faisla kerta hai pathar ki qismat ka,
*
*
*
Kisay thokar men rehna hai,
Kisay bhagwan hona hai..




Ajab faisla kia us ne





Ajab faisla kia us ne meri,
_ZINDAGI_ Ka...*
.

.
Zaher de kar boli peena parega,
or
peene k bad boli,
agr payaar kartay ho to mere liye jeena parega...*



Kaho phir kiya kia jaye…? Mujhe tum achi lagti ho




Kaho phir kiya kia jaye…?
Mujhe tum achi lagti ho
Tumhai’n main Acha lagta ho’n
Kaho Phir kiya kia jai…?Tumhari jagmagati, Muskurati,
Geet gati, Dil ruba Aankhai’n
Boht gehri Badi katil nihayat
Kushnuma Aankhai’n
Mere Dil se meri Be’tabiyo’n se
Khailti Aankhai’n
Kamoshi ki zuba’n me
mujh se kiya kuch Bolti Aankhai’n
Bazahir Dosto’n me Khil-kilati
Chor Nazro’n se mujhe Muskurati
Aawaz deti Dhunty Aankhai’n
wo meri Rouh K Rukhsar ko
ek faasle Chumti Aankhai’n
Ye sb Batai’n btati hay
Main tum ko Acha lagta ho’n
wo mere Zabth Kho Denay
pe Pemaish bhari Nazrai’n
Ada-e-be’niazi ka wo ek
naa-kaam sa manzar
wo ek Kamzor si be’ittifaqui,
be’rukhi k sir pe ek
Mohoom se kawish
Mujhe ha’n mujhe
yu’n he Nazar andaz
karne ki wo ek
Dil-Chusp si koshis
Sar-e-Mehfil tumhara Raaz
Khul jane k Dhar se
Be’irada gher ehem Logo’n se
Rasm-e-guftogu’n karna
Ye sb Batai’n btati hay
Tumhai’n main Acha lagta ho’n
kaho phir kiya kia jai…?
Mere be’sakhta fikre
mere Lehjay ki hr Shoki
Mera hr waqt hr ek Simt
tum ko Dhunttai’n rehna
Nazar partay he tum pr
Zor se Dil ka Dharak uthna
Ye sb batai’n btati hay
Mujhe tum Achi lagti ho
Tumhai’n main Acha lagta ho’n
Kaho phir kiya kia jai…?
Hamaray Darmiya’n Rasmo’n, Riwajo’n ka
Samaji martabe ka Umr ka or Khandano’n ka
Boht gehra khala hay
Usay Kesay, Kesay, Kesay pur kiya jai…?
Kaho phir kiya kia jai…?
Kaho phir kiya kia jAi…?



Tumhai kia yaad hain woh pal




Tumhe'n kya yaad Hai'n V0 pal,
.
M0haßßat ke Hasee'n Lamhe,
.
Hasee'n Tar0'n ßhari Rate'n
.
V0 Pyaari Pyaar ki ßaate'n
.
V0 Dil 0r jaan ki ßaate'n
.
Mujhe suß yaad Hai'n Aß ßhi
.
ß0hat Anm0ol the V0 pal
.
kaßhi ßhula Nahi sakte
.
Na jaane kya khataae'n Thi'n
.
Na jaane kya Galat fehmi
.
Hame'n Aß Dard Deti hai
.
Ye D0ori 0r ye tanhai
.
ßata0
.
kya kare'n Aß Hum
.
Hame'n ye Dard sehna hai
.
kissi ke hijjar Mai'n Mujh k0
.
Har pal tarapna hai
.
Magr Hum Aß ßhi kehte hai'n
.
V0 Hamare Dil Mai'n Rehte hai'n
.
Hame'n t0 yaad hai suß kuch
.
V0 ßaat karna
.
V0 Yaad karna
.
V0 piyaar karna
.
kaßhi ßhula Nahi sakte
.
Tumhe'n ßhi yaad hai suß kuch
.
Yaa
suß kuch ßh0ol ßaithe H0
.
Magar suß yaad hai hum k0
.
kaßhi ßhula Nahi sakte
.
Tumhare ßin Mere Hum Dum
.
Magar Hum Ji Nahi sakte..



Dil Maseeha Hai Samajhta Hai Taßiyat Us ki,


Dil Maseeha Hai Samajhta Hai Taßiyat Us ki,
.
Narm Guftaar Sahi Talkh Hai Aadat Us ki,
.
Tum Zara Pyaar Se P0och0 ke Ye Qissa kiya Hai,
.
kiu'n ßhala Chaand Ne 0urrhi Hai Shaßaahat Us ki,
.
Hussan ßikne Pe j0 Aaya T0 Tavaaif ßan kar,
.
E¿k Tamashaai Ne Tey ki Thi Ye Qismat Us ki,
.
L0g itne ßhi Tere shehar ke sache T0 Nahi,
.
Sun T0 Leni Thi Zara Dair Vazaahat Us ki,
.
Dil Ye Kehta Hai L0at Chale'n Us ke Nagar,
.
Yaad Aati Hai juß Sar~E~sham RafaaQat Us ki...***

')