Cycle of replacement main sirf mohabbat ki replacement nahin hoti...... Khud ko fareb deny k bawajood hum jantay hain k .... hamare wajood main khoon ki gardish ki tarah basnay wala naam kis ka hai....... Hum kabhi isy apny wajood se nikal kar bahir nahin phenk sakty...... Teh dar teh is par dusri mohabbaton ka dher lagaye jatay hain..... Likin woh jo ziada door hota hai...... Ziada qareeb ho jata hai...... Woh hamarey dil_o_Dimagh k us hiissa main ja pohanchta hai k kabhi us ko wahan nikalna pare to hum normal zindagi guzarney k laiq hi nahin rehtay___________
No comments:
Post a Comment